Vikrant Massey Mumbai :Haal Hea Mea Apni Film 12th Fail Sea Logo Ka Dil Chunea Wale Vikrant Massey Logo Kea Bich Bhoot Charcha Mea Hai Log Bag Unki Success Ki Baate Kar Rahen Hai Magar Aap Jantea Kisi Samay Vikrant Massey Nea Sirf 800rs Mea Kaam Kiya Tha.
Vikrant Massey, Jo Ek Samay Pehle Sirf 800 Rupaye Mein Kaam Karte Thea, Vo Ab Bollywood Kea Ek Pasandida Actor Ban Chukea Hain. Unki Kahani Sunte Hea Logo Kea Aankhon Mein Aansu Aa Jaate Hain Aur Log Unki Mehnat Aur Lagan Se Prabhavit Ho Jaate Hain.
Massey Ka Safar Shuru Hua Tha Mumbai Kea Versova Mein, Jahan Unka Bachpan Sunil Dutt, Gulshan Grover, Aur Jackie Shroff Jaise Bade Sitaron Ki Movies Dekhtea Hua Guzra Saath Hea Unhone Apne Career Kea Shuruaati Din Badi Mushkilo Mea Guzaare. Unhone Sapna Dekha Aur Usea Haqeeqat Mein Badalne Kea Liye Kathinaiyon Ka Saamna Kiya.
Unka Bachpan Se Hea Cinema Mein Join Karnea Ka Dil Tha Aur Unhone Apne Sapnon Ko Poora Karne Kea Liye Kadi Mehnat Ki. Graduation Ke Dauraan, Massey Nea Dance Sikhna Shuru Kiya Aur Sikhanea Mein Bhi Mahir Ho Gaye. Unhone Kaha, “Main Subah Uthta Tha Aur Shiamak Davar Kea Dance Class Mein Bachchon Ko Sikhata Tha, Fir College Aur Uske Baad Shaam Ko Khud Dance Sikhne Jaata Tha.”
Apne Parivaar Ki Madad Karne Kea Liye, Massey Ne Ek Coffee Shop Mein Kaam Bhi Kiya. Unki Yeh Job Unkea Sapnon Ko Paane Mein Madadgar Sabit Hui. Par Unki Zindagi Mein Ek Mod Aisa Bhi Aaya Jab Unhe Apni Hea Asli Umar Ka Pata Nahi Tha Aur Woh Kaam Kar Rahe The.
17 Saal Ki Age Mein, Unhe Ek Tv Serial Mein Cast Kiya Gaya,Tha Lekin Kismat Unkea Saath Nahi Thi Aur Woh Show Kabhi Telecast Nahi Hua. Phir Unhe Show “Dhoom Machao Dhoom Machao” Mein Mauka Mila, Jisme Unhone Apni Acting Ka Jadu Dikhaya.
Unhone Kaha, “Tv Mein Kaam Karne Ke Baad Bhi Log Mujhe Ek Hero Nahi Samajhte Thea, Lekin Maine Kabhi Himmat Nahi Hari. Maine Decide Kiya Ki Main Un Logon Ko Jawaab Doonga.”
Massey Ka Bollywood Mein Entry 6 Saal Ke Tv Kaam Ke Baad Hui, Jab Unhone Film “Lootera” Se Debut Kiya. Unhone Kaha, “Tv Mein Kaam Karne Ke Baad Bhi Log Mujhe Ek Hero Nahi Samajhte The, Lekin Maine Kabhi Himmat Nahi Hari. Maine Decide Kiya Ki Main Un Logon Ko Jawaab Doonga. Orr Jeevan Mea Ek Bada Actor Bann Kea Dikhaunga”
Unhone Kaha, “Tv Mein Kaam Karne Ke Baad Bhi Log Mujhe Ek Hero Nahi Samajhte The, Lekin Maine Kabhi Himmat Nahi Hari. Maine Decide Kiya Ki Main Un Logon Ko Jawaab Doonga.”Massey Ki Filmein Jaise “Chhapaak”, “Love Hostel”, “Criminal Justice”, Aur “Mirzapur” Nea Unhe Aur Bhi Mashhoor Bana Diya Hai. Unki Latest Film “12th Fail” Ne Bade Budget Wali Filmein Ko Takkar Di Hai.
Vikrant Massey Ka Safar Ek Asli Inspiration Hai, Jo Dikhata Hai Ki Mehnat Aur Lagan Se Kuch Bhi Mumkin Hai. Unka Safar Humein Yeh Sikhaata Hai Ki Sapne Sach Karne Ke Liye Kabhi Haa Nahi Maanani Chahiye.
Disclaimer : Convanews.Com Ek Bharat Ki Pehli Aisi News Website Hai Jo Hinglish Mein Taza Taza Khabrein Pradaan Karti Hai. Hamara Uddeshya Hai Desh Aur Duniya Bhar Ki Mahatvapurna Ghatnayein Aur Samachar Ko Aap Tak Sahi Aur Saral Bhasha Mein Pahunchana. Hum Convafeed Ke Madhyam Se Aapko Samachar, Rajneeti, Vyapar, Manoranjan, Khel, Aur Takniki Kshetra Se Jude Taza Updates Dete Hain. Convafeed Aapko Har Samay Taza Aur Satik Samachar Pradaan Karne Ke Liye Taiyar Hai. Agar Aap Hamare Saath Jude Rahna Chahte Hain Aur Taza Khabron Se Judna Chahte Hain, Toh Hamare Whatsapp Channel Ko Join Karein Aur Convafeed Ka Anand Uthayein! Hamari Website Par Jayein Aur Hamare Saath Judkar Samach